Masty Blog

Another Pakistani Site!

Virsa Heritage Revived – Watch/Download PTV Music Show

Watch Virsa Heritage Revied – PTV Show

Pakistani Music Show – Ghazals, Old Songs, Sufism

This music show is unique and one of its kind – as it tries to revive Pakistani Music Industry on the precepts of earlier singers. It brings themes of classical music, Sufism (Mysticism), and old songs. The show uses new faces – rising singers- such as Ali Abbas, Sara Raza Khan, Ali Raza and other such singers; then involves them in re-singing some of the best music Pakistan has ever produced. Watch or Download (some mp3s) of Virsa Heritage Revived from Fazeem.Com.
2njga4j.jpg (500×375)
Enjoy – Share with others on Facebook and Google Plus!

May 16, 2012 Posted by | Music | , , , , , , , , | 3 Comments

Ghalib: Na Tha Kuch To Khuda Tha, Kuch Hota To Khuda Hota

Mirza Ghalib

Na Tha Kuch To Khuda Tha…

Na Tha Kuch To Khuda Tha, Kuch Hota to Khuda Hota

Daboya Mujh Ko Honay Ne, Na Hota Main To Kia Hota

Huwa Jab Ghum Se Yoon Be-hiss To Gham Kia Sar Ke Katne Ka

Na Hota Gar Juda Tan Se, Tu Zaanu Per Dhara Hota

Huwi Muddat Ke Ghalib Marr Gaya, Per Yaad Aata Hai

Woh Har Ik Baat Pe Kehna Ke Yun Hota to To Kia Hota

An amazing short poem/ghazal by Legendary Mirza Ghalib. Touch of regret, sorrowfulness, and of course Sufism!

April 18, 2011 Posted by | Poetry | , , | Leave a comment

Ghalib: Hazaron Khawahishen Aisi Ke Har Khawahish Pe Dam Nikle

Mirza Ghalib

Hazaron Khawahishen Aisee Ke Har Khawahish Pe Dam Niklay

Hazaron Khawahishen Aisi Ke Har Khawahish Pe Dum Niklay

Bohat Nikle Mere Armaan, Lekin Phir Bhi Kam Niklay

Nikalna Khuld Se Aadam Ka Sunte Aye Hain Lekin

Bohat Be-Aabroo Ho Ker Tere Kooche Se Hum Nikle
Muhabbat Mein Nahin Hai Farq Jeenay Aur Marnay Ka

Ussi Ko Dekh Ker Jeetay Hain Jiss Kaafir Pe Dum Nikle

Kahan Maikhanay Ka Darwaza Ghalib, Aur Kahan Wa’iz

Par Itna Jaantay Hain Kal Woh Jaata Tha Ke Hum Nikle

Enjoy!

April 18, 2011 Posted by | Poetry | , , | Leave a comment

Ghalib: Qaid-e-Hayat-o-Band-e-Gham Asl Mein Donon…

Mirza Ghalib

Qaid-e-Hayaat o Band-e-Gham Asl Mein Donon Aik Hain

Maut Se Pehle Aadmi Gham Se Nijaat Paye Kion

(Taken From: Dil Hi To Hai, Na Sang-o-Khisht, Dard Se Bhar Na Aye Kion)

April 18, 2011 Posted by | Poetry | , , | Leave a comment

Ghalib: Mere Gunah Ka Hisaab Ae Khuda Na Maang…

Mirza Ghalib

Aata Hai Daag-e-Hasrat-e-Dil Ka Shumaar Yaad

Mujh Se Mere Gunah Ka Hisaab Ae Khuda Na Maang

April 16, 2011 Posted by | Poetry | , , , | Leave a comment

Muhn Aai Baat Na Raindee Eh – Bulleh Shah – Sufi Poetry

Moohn Aai Baat Nai Rehndee Hai

Bulleh Shah – Nai Raindee Eh

Read Bulleh Shah’s Nahin Rehndee Eh

2z553pi.jpg (441×780)

July 2, 2010 Posted by | Miscellaneous | , , , | Leave a comment

Jo Dam Ghafil So Dam Kaafir – Sultan Bahu – Sufi Poetry (Kalam-Samaa)

Jo Dam Ghaafil, So Dum Kafir

Sultan Bahu – Beet (rubaai)

Read Sultan Bahu Sufiana Kalam

21jyr92.jpg (363×185)

Subhan-Allah

July 2, 2010 Posted by | Miscellaneous | , , | Leave a comment